Jo hona tha woh hone laga!
Phir kyun hain dooriyan bewajah?
Jab akele hain hum tum,
Chale hain raahat kee hawa!
Tere saath jo hua woh hua,
Aisa kaun jo ab bhi hain bacha?
Dil ki baatein abhi,
‘Gar tu bole nahi,
Phir bhi kya?
Kehne ko kya raha?
Sab khul gayi hain baatein!
Chupe hue woh raaz,
Sab mujhko tu bata de!
Badalon ki tarah,
Baras rahi woh yaadein!
Jo tham gayi awaaz,
Tu husn se dikha de!
Kehne ko kya raha?
Khafa ho mujhse toh dikha do.
Tujhe manana hain kaise sikha do.
Mere bahon main tum,
Bhool jaoge ghum,
Main hoon na!
Aaega woh samay,
Jaenge woh jagaeh.
Hain uska intezaar!
Par phir bhi pehli baar,
Laga mujhe abhi,
Iss Junoon mein shaamil
Ho tum.
(Mere saath!)
Kehne ko kya raha,
Sab keh rahi yeh raatein!
Ab neendon ki jagah,
Hain lamho ki Barsaatein!
Badalon ki tarah,
Baras rahi woh yaadein!
Joh tham gayi awaaz,
Tu husn se dikha de!
Kehne ko kya raha?